Skip to content

BODY LANGUAGE (Hindi) (Hindi Edition)

Save 56%
Original price $25.00
Current price $10.98
Author: Arun Sagar Anand'

Publisher: V&s Publishers

Paperback:
ISBN 10: 9350570572
ISBN 13: 978-9350570579

Vartman me sarvjanik jivan jine wale pratyek vykti chahe vah vidhyarthi, grihni ya koi aur ho khastaur par office mai kaam karne walo ke liye achhi personality aur behtar communication skill ka hona anivarya hai. Body language communication ka ek mahatavpuran ang hai jise kabhi najarandaj nahi kiya ja sakta. Lekhak Arun Sagar Anand ne prastut pustak me shararik haw-bhaw sambandhit tathyo ke saath aavshyak chitron ka vistrit varanan kiya hai. Shararik bhaw bhangimao ki takniki samajh hamare vayktitav me to sudhar lati hi hia. Sath hi anya logo ke bich humari ek alag chavi viksit karti hai. Is pustak ki sahayata se aap body language ke sabhi gudh sanketo ko pehchan apne vyaktitava me mahatvpurn vikas kar sakte hai aur anchahi samsayaon se bhi bach sakte hai. Pustak saral evam sateek tarike se shararik bhashaon ki avayshak jankari pathako tak pahuchati hai yah pustak apke career ko unnati ke shikhar par le jane me avashya sahayak siddh hogi.